Related Off page Techniques

Tuesday 17 May 2016

What is RSS | Rich Site Summary क्या हैं? हिंदी में



http://seohindiclass.blogspot.in/ 
RSS News Feeds आपकी मनपसंद वेबसाइट से ताज़ा जानकारी और ख़बरें प्राप्त करने का आसान तरीका है. रियल सिंपल सिंडिकेशन का संक्षिप्त रूप है RSS.
मान लीजिए आपकी रुचि BBCHindi.com के पहले पन्ने या फिर खेल या मनोरंजन की ख़बरों में है. इन ख़बरों से जुड़े पन्ने पर जैसे ही कोई बदलाव होगा या फिर रिपोर्ट आएगी, RSS News Feeds के ज़रिए इसकी एक प्रति आपके RSS News Reader तक पहुँच जाएगी
RSS News Reader पर आप इन पन्नों के मुख्य समाचारों के अलावा हर रिपोर्ट की संक्षिप्त जानकारी देख पाएँगे. इस जानकारी के साथ एक लिंक भी होगा, जिस पर क्लिक करने के आप पूरी स्टोरी पढ़ सकते हैं.
नोटहम अपने सभी visitors से अनुरोध करते है की अगर आप को ये ब्लॉग हेल्पफुल लगा हो तो अपने सभी मित्रो के साथ सांझा करे और देखते रहे और सीखते रहे धन्यवाद् |
See more at: http://seohindiclass.blogspot.in/

Sunday 15 May 2016

Kaise Banaye PowerPoint presentation (ppt File) Hindi Me Help

Aap Koi Business Kar Rahe Hai Ya Aap Student-Teacher hai To PowerPoint Aapke Liye Bahot Upayogi hai. PowerPoint Se Aap Apni Bat Asani Se Dusaro Ko Display karke Bata Sakate Hai. Jo Bat 1000 Word se Na Samjai jaye Wo Bat 1 Hi slide show Me Samj Me Aa jati Hai.

Microsoft PowerPoint ek slide show presentation program hai jo ki Microsoft company ne banaya hai. PowerPoint May 22, 1990 me launch hua tha. Presentationas bana ne ke liye PowerPoint aaj kal bahot jyada use ho raha hai. Ise Banana Aur visual ( Drushy) Tarike Se audience Ko Dikhana Saral hai. presentation ke Liye Sabse Achchha tarika Microsoft Ka  PowerPointis Hai. Ye Aisa Tools – Application hai Jo Kuchh Click me Hai speaker Aur screen Se Aap Apani Sari Ki Sari information audience Tak Pahunch Jati Hai.

mai Aapko Is Microsoft PowerPoint Ko Use karke kaise ppt File Bana Sakate Hai Ye Bataunga. Aap hame Step By Step Follow Kare.

 

1. PowerPoint presentation Banane Ke Liye Kaya Chahiye ?

 

PowerPoint presentation Me Work Karne ke Liye vaise To Kuchh Chahiye Nahi. Fir Bhi Aap Kuchh Chijo Ki Taiyari Karle. taki Hamara kam Aasan Ho Jaye.
  • Aap Kis Subject Pe PowerPoint Presentation (ppt) Banana Chahte hai Uaki Puri details yaad kar Le Ya Usake Kuchh Points Note kar Le.
  • ppt Me Aap Images Add karna Chahte hai To pahle Google Search Se Images Chun Ke Ek Folder Me Save kar Le.
  • ppt Ke Liye Koi Apni pasand ka backgrounds – Templates-designs Lena Chahte hai To Online Mil Sakata hai. Aap Search karke Khoj Le. Save karle.
  • Aap Audio-Video Ko PPT Me Rakhana CChahte Hai To Use Bhi Khoj Ke Ek Folder Me Save Kar Le. taki Aasani Se Mil Sake.

 

Step 1 . Open To powerPoint Program

 

Sabse Pahle Apne computer main powerPoint Program ko open kijiye. (ydi aapke computer main powerpoint nahin hai to install Karna Padega. )
Open hone ke bad ek blank presentation – Design  create kariye.Bad Me Bhi Ham Iseme pasndida Template – Design Add Kar Sakenge.Agar Aapne Online ppt Template Ko Add Karna Hai To Aage Padhe.

 

Online Downloading PPT design – Template Ko Kaise Use kare ?

 

  • Achhi Design Chun ke Click Kare. Download Zip Ka Option Hoga .Click Karke Download Kijiye
  • Ye Zip File hai Isliye Wo Winrar Me Open Hogi. Open Hone Pe Ismese ” Microsoft PowerPoint ” Likha Hai Wo File Pe Double Click Kare.
  • Apne Aap Ye Design Microsoft PowerPoint me Khul Jayegi.

 

Step 2 . ppt Me Insert Menu Use Kaise Kare ?

 

Ab aapki Design Aa gai Hai To Isame Add Karna hai. Insert  Tab pe Click kare . insert ke Sbhi Option Khul Jayenge. Apane ppt  Subject Ke Hisab Se Isame Aap Add Kar Sakate hai.

1.text – Image Add Kare   :

Aapko Kuchh Likhna Hai To Aapke Pas 2 option hai. text Box Aur Wordart. Dono pe Click karke Aap Text likh De.

A Photo Add Kare : Images Add karne Ke Liye 3 Option hai.
B. Picture : Click kare Aur Apne Coputer ke File Ko Chun Ke Add kare. 
C. Clip Art : Pc ka ye Icon Jaise Photo Ka Collection hai. Isame Se bhi Aap Images Le Sakate hai.  
D. Photo Allbum : pahle Se Aapane Allbum me Photo le rakhe hai To Add karne Me Aasani rahegi. Allbum nahi Banaya hai To use Click Karke, Coputer Mese Images Ko Select Karke Add karle.

2. ppt me Movie -Video Add Kare :

Movis Ko Add karke Aap Apne ppt Ko Badhiya Look De Sakate hai. ” Movie ” Ke Option Pe Click Kare. Computer Mese Video File Ko Add kare.

3.Sound Add Kare :

Sound Add Karne Ke Liye Sound Ke Option Ke Click Kare, Pc Mese Mp3 File Ko Pasand Karke Add kare.( Movie Aur Sound Add Karte Vakt Ek Option aayega. Isme Se ” When Clicked ” Taki Click kane Par Hi Sound Aur Videos Open Ho )
Isake Siva Bhi Kuchh Add karne Ke Option hai. Aap Khud Try Kare Aur Aapki Jarurat Ke Hisab Se Add kare.

 

Step 3. PPT Me Design Kaise  Add kare?

 

Apne ppt Me Pahle Se Aapne Design Add nahi Ki hai To insert Option Ke Side Me Hi Design Ka Option hai. Us Pe Click Kare . Design Ke Kuchh Template Aa jayenge. Usi Me Se Chunke Usape Click kar De Add Ho Jayega.

 

Step 4. Animation Add Kare

Animation yani Image Ka Action Show. “ Animation ” ke Option Pe Click Kare. Animeted Kuch Design Khul Jayenge. Sabhi Pe Click Karke Dekhale, Wo kaise Show Hote Hai. Jo Apko PAsand Aaye To Usi Pe Click karke rakhe.

 

Step 4. PPT Ka Slide Show Dekhe.

Ab Aapko ppt Taiyar Ho gaya hai. Wo  kaise Dikhai Dega Wo Aap Sochte Honge. Ab Slide Show Ke Option Pe Click kare. Jo Bhi Option Khulenge Usmese Pahla Option ” From Beginning ” Pe Click Kare. wow…….!!!! Dekh Liya Na Aapka kamal Ka ppt. Sabkuch Sahi Open Ho raha hai Na….? Fiese Dekh Lijiye.

 

Step 5. PowerPoint presentation Save Kaise  Kare ?

 

is PowerPoint presentation ki File Ko Save Karne Ke Liye ” File Tab ‘ Pe Click Kare. Save Ke option Ko Click kare Ya ” Save As ” ke Option Pe Click Karke. Aap Chaho Wo Jagah Save Kar Sakate hai. Jab Aap Save As Ke Option Pe Mouse Rakhenge Tab Aur Option Khulenge. Aap ” Powerpoint Show ” Pe Click karke Save Karle. Isame File Finaly Save ho jayegi, bad Me Add Nahi kar Sakte. Download karke Jahn Bhi Open Karoge. Slide Show Se hi Open Ho jayegi.

Chalo Aapka kam To Ho Gaya. kaisa Laga Ye Article hame Comment Me bataiyega. Apne Friend Ko Bhi Share Karke Usaki Bhi Help Kar Dena.


नोटहम अपने सभी visitors से अनुरोध करते है की अगर आप को ये ब्लॉग हेल्पफुल लगा हो तो अपने सभी मित्रो के साथ सांझा करे और देखते रहे और सीखते रहे धन्यवाद् |

Thursday 12 May 2016

What is Images Submission in Hindi





http://seohindiclass.blogspot.in/
Did you know How to do seo for images ?  aaj ki post me ham iska tarika seekhenge.vaise to bahut sari free image upload site hain. Lekin upload images to google images ke liye hme apni website or blog par to upload images karne se pahle uska Seo karna chahiye.

Jab aap images ko upload karne se pahle uska seo karenge to aapki upload images in google search engine me nazar aayengi.iska tarika bahut hi aasan hai.aap.iska benefit ye hota hai ki aap koi bhi image apni website or blog par upload karte hain ,or usme agr aap apni website ya blog ka link insert kar dete hain ,to kai log or more traffic aapko google image search engine se bhi milna shuru ho jata hai.

नोटहम अपने सभी visitors से अनुरोध करते है की अगर आप को ये ब्लॉग हेल्पफुल लगा हो तो अपने सभी मित्रो के साथ सांझा करे और देखते रहे और सीखते रहे धन्यवाद् |